Monday 25 April 2016

Official Whatsapp Theme Change Kaise Kare

Dosto kya apne Whatsapp plus, Adwhatsapp aur bhi bahut se Whatsapp Mod use kiya hoga, Jisme hum bahut se feature use kar sakte hai, jaise theme change karna. Theme change karne ka features Official Whatsapp me nahi hai. Islye hum Whatsapp mod use karte hai Lekin jab bhi Whatsapp update hota hai toh mod app me problem hoti hai. Whatsapp ke latest version ke update hone ke sath Whatsapp plus, whatsapp mod ko bhi upgrade karna parta hai.





Islye aaj mai apko ek aisa trick batunga jisye aap apne official whatsapp ka theme change kar sakte hai. Apko kisi whatsapp mod app ki jarurat nahi hai aur whtasapp plus ki bhi nahi. Aap whatsapp ke liye theme download kar sakte hai ya phir khud ki theme bana sakte hai.
Check Also:-

Requirements Official Whatsapp Theme Change Karne Ke Liye

  • Android Smartphone
  • Whatsapp Theme Engine – Click Here For Download
  • Rooted Android Mobile- Android Phone ko root kiase kare
Note- Official whataspp theme change karne ke liye apko apne Android ko Root karna hoga.

Kaise Official Whatsapp Theme Change Karte Hai






Step by Step process Jane Whatsapp Theme Change kaise karte hai-
Step 1. I think apne apne android phone ko Root kar liya hai. Whatsapp Theme change karne ke liye Xposed Installer ki jarurat hai. Download Xposed Installer | Android Lollipop Xposed
Step 2. Xposed installer download karne ke baad Whatsapp Theme Engine Pro 4.1 download kare. Download Here
Step 3. Ab Xposed Installer me Whatsapp Theme Engine Activate kare.
Step 4. Mobile ko restart kare. Phir Theme Engine ko open kare. Apne pasand ka koi bhi theme download kare.
Congratulations, Apne Official Whatsapp theme Change kar diya hai. Isi tarah aap Official whatsapp ko kaise bhi Customize kar sakte hai

No comments:

Post a Comment