Monday 25 April 2016

Youtube par video upload kaise kare

Hello friends

Hello dosto,
online paise kamane ke kai sare tarike hai lekin kuch hi aise site hai jaha per aap jayda paisa kama sakte hai ya apni khud ki site banake paisa kama sakte hai, aaj mai aapko ek aise tarika batane ja raha hu jis per aap  video upload karke paise kama sakte or vo hai youtube jis per aap apna channel banake us per video upload karke paise kama sakte hai, Youtube par account banana bhut hi aasan hai q ki Youtube bhi Google ki service hai to simple hamara jo Gmail Id Hota hai usse hame youtube par login karna hota hai. Youtube par Gmail Id se login kar sakte hai, isme jo hamari Google+ ki Profile me jo naam hota hai us naam se channel ban jati hai.. Par agar aapko koi dusre naam se Youtube Channel Banana hai to bhi aap bana sakte

  •  



    Note : Phele se agar koi Google+ Page hai to uske jariye aap Youtube Channel bana sakte hai.

    Lekin hum is post me New Channel banane ki baat kar rhr hai to Chaliye dekhete hai kya karna hai aapko bas aap mujhe step to step follow karte jaye.

    Step 1.
    Google ke Account se YouTube par Sign in kare.

    Step 2.
    Ab Youtube Channel ke Profile par click kare.

    Ijankari - internet ki jankari hindi me

    Step 3.
    Profile me YouTube setting par click kare.

    Ijankari - internet ki jankari hindi me

    Step 4.
    Ab ek page khulega Jis par Create New channel par click kare hai.
    Ijankari - Internet ki jankari

    Step 5.
    Ab ek forum aayega jo kuch is tarha ka hoga, jispar aapko ye details bharni hai.
    Ijankari - internet ki jankari

    Channel ka Naam Dale.
    Category select kare channel ki.
    Term ko pad kar tik kare.
    Finished ki button par click kare.
    Jaise hi Finished karege aapki New Youtube Channel Ban jayegi

    Ab aapka YouTube Channel to Ban Chuka hai. ab aapko apna ek video upload karna is per fir aap paise kamana start kar sakte hai.

    Note : YouTube Channel banne ke baad wahi naam se aapka Google+ par Page bhi automatically ban jata hai, Youtube par kai sare channel banane ke liye kai Gmail Id ki jarurat nhi hai bas aapko Channel Switcher me ja kar dusra Channel bana sakte ho usko use kar sakte hai.

    Read also :
    ye jankari aapko kaise lagi hume jarur bataye shath hi Youtube ke bare me ham agle Post me janege kaise video upload karke hum YouTube se paise kaise kama sakte hai. Bas aap humse connect me rahe Facebook, Google+, Twitter or LinkedIn ya website ke jariye

    Happy Blogging.


  •  

     

    No comments:

    Post a Comment